Results 1 to 2 of 2
-
10-31-2011, 05:33 PM #1
The Dirty Picture (2011) :: Exclusive Song Lyrics ::

Lyrics of ”Ooh La La”
Singer(s): Bappi Lahiri & Shreya Ghoshal
Lyrics: Rajat Aroraa
Length: 4:18
Lyrics of ”Ishq Sufiyana”Haa’aanh
‘Ssh Chutki jo tune kaati hai
Chori Se kaati hai, yahaan-wahaan
Roothi hoon main tujh se roothi hoon
Mujhe mana le na O jaan-e-jaan
Chhedenge hum tujhko
Ladki tu hai badi bumbat
Ooh la la ooh la la
Ooh la la ooh la la
Tu Hai Meri Fantasy ee ….
Choona na choona na
Choona na choona na
Ab main jawaan ho gayi
arey arey arey….
Ooh la la ooh la la
Ooh la la ooh la la
Tu Hai Meri Fantasy ee ee….
Choona na choona na
Choona na choona na
Ab main jawaan ho gayi
Haan’aah…
Haan’aah…
Haan’aah…
Haaye Chhuaa jo tune jo Dil ne maari seeti
De de inn gaalo pe ik pappi meethi meethi
Haaye Chhuaa jo tune jo Dil ne maari seeti
De de inn gaalo pe ik pappi meethi meethi
Yovan tera saawan bhara
Bheeg gaya dil ye meraa
Haaye! tune hi barsaat karayi
Kya kare ye yovan bechara
Bechara
Bechara.
Ooh la la ooh la la
Ooh la la ooh la la
Tu Hai Meri Fantasy
Na na naa
Choona na choona na
Choona na choona na
Ab main jawaan ho gayi
Hhhaa’n Hhhaa’n Hhhaa’n
Ghira ka apna paloo bar bar
kardati ho ham ko bekaraar
Ghira ka apna paloo barrr barrr
kardati ho ham ko bekaraarrr
Hhhaa’n
Aag lagai tuna tanma kya kara ya paloo bechara
bechara bechara ra ra hahaha
Chhedenge hum tujhko
Ladki tu hai badi bumbat
offf ooooo
Ooh la la ooh la la
Ooh la la ooh la la
Tu Hai Meri Fantasy ee ….
Choona na choona na
Choona na choona na
Ab main jawaan ho gayi .
haaa haa haaa
Ooh la la ooh la la
Ooh la la ooh la la
Tu Hai Meri Fantasy ee ….
Choona na choona na
Choona na choona na
Ab main jawaan ho gayi
Tu Hai Meri Fantasy
Aaan’haa..
Singer(s): Kamal Khan & Sunidhi Chauhan
Lyrics: Rajat Aroraa
Length: 5:27
Lyrics of ”Honeymoon Ki Raat”Rab ki qawali hai Ishq koi
Dil ki Diwali hai Ishq koi
Mehki si pyaali hai Ishq koi
Subah ki laali hai Ishq….
Girta sa jharna hai Ishq koi
Uthta sa kalma hai Ishq koi
Saanson mein lipta hai ishq koi
Aankhon mein dikhta hai Ishq
Mere dil ko khuda se juda kar de
Yun bas tu mujhko fanaa kar de
Mera haal tu, meri chaal tu
Bas kar aashiqana
Tere waaste mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana [2]
Rab ki qawali hai Ishq koi
Dil ki Diwali hai Ishq koi
Mehki si pyaali hai Ishq koi
Subah ki laali hai Ishq….
Socho tujay tu hai subhaa..
Socho tujay tu shaam hai..
ooooo’ manzilu pa tu meri..ek he tera naam hai..
tere aag ma he jalta koila sa heera banka
khwabo sa aagga chalka hai tujay batana
Tere waaste mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana [2]
Saath-saath chalte-chalte haath chhoot jayenge
Aisi raahon mein milo naa….
Baatein-baatein karte-karte raat kat jaayegi
Aisi raaton mein milo naa
Kya hum hain, kya Rab hai
Jahaan tu hai wahin sab hai
Tere lab mile mere lab khile
Ab door kya hai gaana
Tere waaste mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana [2]
Rab ki qawali hai Ishq koi
Dil ki Diwali hai Ishq koi
Mehki si pyaali hai Ishq koi
Subah ki laali hai Ishq….
Mere dil ko khuda se juda kar de
Yun bas tu mujhko fanaa kar de
Mera haal tu, meri chaal tu
Bas kar aashiqana
Tere waaste mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana [2]
Singer(s): Sunidhi Chauhan
Lyrics: Rajat Aroraa
Length: 4:32
Hmm..Honeymoon ki raat hoti hai
Main wahi raat hoon
Uss raat mein joh baat hoti hai
Main wohi baat hoon
Hosh uda de jo dilbar ka
Main wahi sharab hoon
Kaamdev ka sutra padha hai
Main wohi kitaab hoon
Main wohi kitaab hoon
Banjo! si bajti hoon
Khwabon! mein sajti hoon
Karle mere gentlemen kharabi zara
Whisky si chadhti hoon
Hichki si phasti hoon
Bann ja mere gentlemen sharabi zara
Bhool jayein hum joh khud ko
Aisi meh tu pila de zara
Kamre mein andhera kar
Aankhon ko khol de
Jo bhi hai tere dil mein
Chupke se mehfil mein kaanon mein bol de
Khatre ka darr na kar
Har hadh ko todh de
Zara saa aage badh
Tu na mujhse aise lad
Tu sab mujh pe chhod de
Arey buraa..
Sapna jis mein main na hoon
Main hi main hoon
Main ki main hoon
Mujh mein meh tu Mila de zara
Har jalwa mera qaatil
Main hothon se dasti hoon
Sssh…
Chhuri si chubhti hoon
Goli si lagti hoon
Zehar si chadhti hoon
Har tann pe sajta hai jo
Main aisa sona hoon
Jala ke joh na jale
Bujha ke joh na bujhe
Main aisa shola hoon
Hey jalaa
Kala hai, Mela hai, Ganda hai, Bala hai
Jeena woh jisme main naa hoon
Main hi main hoon
Main ki main hoon
Mujh mein main tu Mila de zara
Hmm..Honeymoon ki raat hoti hai
Main wahi raat hoon
Uss raat mein joh baat hoti hai
Main wohi baat hoon
Hosh uda de jo dilbar ka
Main wahi sharab hoon
Kaamdev ka sutra padha hai
Main wohi kitaab hoon
Main wohi kitaab hoon
Banjo! si bajti hoon
Khwabon! mein sajti hoon
Karle mere gentlemen kharabi zara
Whisky si chadhti hoon
Hichki si phasti hoon
Bann ja mere gentlemen sharabi zara
Lyrics of ”Twinkle Twinkle”
Singer(s): Shreya Ghoshal & Rana Mazumder
Lyrics: Rajat Aroraa
Length: 3:05
Buddhe ho gaye
Par dil abb bhi jawaan hai
Aankhon se sukh lete hain hmm ha ha
bade shaitaan hain
Bachcha naa bana diya toh ‘Silk’ mera naam nahi
Hosh na raha khud ka toh mujh par ilzaam nahi
Twinkle Twinkle main litle little
Star bann gayi
Jack n Jill ko bhi dekho
Mere naam ki chadh gayi ee…
Haaye!
Twinkle Twinkle main litle little Star bann gayi
Jack n Jill ko bhi dekho mere naam ki chadh gayi
Humpty ghayal hua, Dumpty pagal hua
Johnny ka papa bhi mujh par kayal hua
Ho thirsty thirsty aankhien teri
Tasty Tasty baahein meri
Dil ko tu taale mein apne rakhna
Khelein aankh micholi tujhse mera silky thumka
Karta dil ki naughty baatein mera silky thumka
Oh oh…
Khelein aankh micholi tujh se mera silky thumka
Karta dil ki naughty baatein mera silky thumka
Naa hai tu Zeenat, Naa Hema naa Rakhi naa Rekha,
Hua hai deewana woh Jisne bhi tujhe hai dekha
Ho.. apna deedaar dede (aaha!)
Haan mujhko pyaar dede (aaha!)
Din hai yeh chhoti
Bas tu raatein dede
Ho thirsty thirsty aankhien teri
Tasty Tasty baahein meri
Dil ko tu taale mein apne rakhna
Khelein aankh micholi tujhse mera silky thumka
Karta dil ki naughty baatein mera silky thumka
Ho Ho…
Khelein aankh micholi tujhse mera silky thumka
Karta dil ki naughty baatein mera silky thumka
-
03-03-2012, 12:30 AM #2New Arrivals
- Join Date
- Mar 2012
- Posts
- 7
"Ooh la la" song was extraordinary!



Reply With Quote
