Results 1 to 1 of 1
Thread: Life Partner (2009) - Lyrics
-
08-09-2009, 07:19 AM #1dR Rockers
- Join Date
- Aug 2009
- Posts
- 57
Life Partner (2009) - Lyrics
Kuke Kuke ( Lyrics )
kuke kuke
Koyaliya kuke
kuke kuke
Koyaliya
Aa A AAA AAAA
Dhondhe dhondhe
Piya ko maan dhondhe
Dhondhe Ee EeEeeEe ee
Ku Ku kuke
Ku Ku kuke
Ku Ku kuke
Kuke
Gana Tum jo gaate ho
Dil bhaut Jalate ho
Sur jo tum lagate ho
Sur hai ki ya watt
Gana gane wale
Gane ke ho matwale
Yeh batao Betaale
Taal hai yahan
O ye o
Awaaz bhi kya hai
O ye o
Kaano ki saza hai
O ye o
Jo bhi Sunta hai
O ye o
Kehe bas karo karo
Tauba karo tauba karo tauba karo tauba karo
Itna sitam dhane se
Tauba karo tauba karo tauba karo tauba karo
Inta bura gaane se
Tauba karo tauba karo tauba karo tauba karo
Itna sitam dhane se
Tauba karo tauba karo tauba karo tauba karo
Inta bura gaane se
kuke kuke
Koyaliya kuke
kuke kuke
Koyaliya
Aa A AAA AAAA
Dhondhe dhondhe
Piya ko maan dhondhe
Dhondhe Ee EeEeeEe ee
Ku Ku kuke
Ku Ku kuke
Ku Ku kuke
Koyaliya
Aa A AAA AAAA
Dil jo lubahe Pyaar jataye
Woh jo bhi gaaye
Humko Lage bhala
Jo sur ko chode
Taal ko tode
Dudaaye ghode
Pakad Uska Gala
O ye o
Mera Pyaar hai ghera
O ye o
Tere pyaar hai behra
O ye o
Dil thera thera
O ye o
Kahe bar karo bas karo
Tauba karo tauba karo tauba karo tauba karo
Itna sitam dhane se
Tauba karo tauba karo tauba karo tauba karo
Inta bura gaane se
Tauba karo tauba karo tauba karo tauba karo
Itna sitam dhane se
Tauba karo tauba karo tauba karo tauba karo
Inta bura gaane se
Woh jo na bole
Honth na khole
Bagho mein dole
Hummne woh pasand hai
Ja re Deewwane
Tu yeh na jane
DO dil ke na maane wohi Akalmand hai
O ye o
Band kar yeh baza
O ye O
Chal hosh mein aaja
O ye o
Abb tum mere raja
O ye o
Zara bas karo bas karo
Gana Tum jo gaate ho
Dil bhaut Jalate ho
Sur jo tum lagate ho
Sur hai ki ya watt
Gana gane wale
Gane ke ho matwale
Yeh batao Betaale
Taal hai yahan
O ye o
Awaaz bhi kya hai
O ye o
Kaano ki saza hai
O ye o
Jo bhi Sunta hai
O ye o
Kehe bas karo karo
Tauba karo tauba karo tauba karo tauba karo
Itna sitam dhane se
Tauba karo tauba karo tauba karo tauba karo
Inta bura gaane se
Tauba karo tauba karo tauba karo tauba karo
Itna sitam dhane se
Tauba karo tauba karo tauba karo tauba karo
Inta bura gaane se
Tauba karo tauba karo tauba karo tauba karo
Itna sitam dhane se
Tauba karo tauba karo tauba karo tauba karo
Inta bura gaane se
Tauba karo tauba karo tauba karo tauba karo
Itna sitam dhane se
Tauba karo tauba karo tauba karo tauba karo
Inta bura gaane se
kuke kuke
Koyaliya kuke
kuke kuke
Koyaliya
Aa A AAA AAAA
Dhondhe dhondhe
Piya ko maan dhondhe
Dhondhe Ee EeEeeEe ee
Ku Ku kuke
Teri Meri Yeh Zindagi ( Lyrics )
You're my soulmate
You're my one n only
You're my soulmate
You're my
You're my soulmate
You're my one n only
You're my soulmate
You're my
Teri Meri yeh zindagi
Nayi nayi si yeh zindagi hann
Khoyi khoyi si pyaar mein
Kaise dheere dheere badli yeh zindagi
Haaan Teri Meri yeh zindagi
Nayi nayi si yeh zindagi hann
Mila aisa nasha yaar mein
Haaye Dheere dheere Badli yeh zindagi
Yeh badhti dil ki dhadkan
Yeh badhta deewanapan
Na jane humko leke jaye abb kahan
Hey Armaan jitne dil woh saare tumse milke
Pure honge lagta hai abb yahan
Hey Armaan jitne dil woh saare tumse milke
Pure honge lagta hai abb yahan
You're my soulmate
You're my one n only
You're my soulmate
You're my
You're my soulmate
You're my one n only
You're my soulmate
You're my
Din ab din raat jhoome
Sunke yeh baat jhoome
Jeevan bhar ab tum ho mere humsafar haan
Jagmag Jagmag hai Raahein
Jhilmil jhilmil Nigahein
Mehki mehki hai jaise har dagar
Yeh khushboo bheeni bheeni
Barasti yeh rangeeni
Har lamhaa lamhaa dekho humpe meherban
Hey Armaan jitne dil woh saare tumse milke
Pure honge lagta hai abb yahan
Ke Armaan jitne dil woh saare tumse milke
Pure honge lagta hai abb yahan
Teri Meri yeh zindagi
Haan aaaan haaan aaan
Teri Meri yeh zindagi
Haan aaaan haaan aaan
Haan aaaan haaan aaan
Haan aaaan haaan aaan
DO dil dono deewaane
Hona kya hai na jaane
Kab agle pal ka humko hosh hai
Chahat mein hai jo hulchul
Kar leti hai woh pagal
Ismein kya humdono ka dosh hai haan
Koi kyun roke thaame
Yeh pal pal ke humgamein
Yeh inse hi to zindagni hai jawaan
Hey Armaan jitne dil woh saare tumse milke
Pure honge lagta hai abb yahan
Ke Armaan jitne dil woh saare tumse milke
Pure honge lagta hai abb yahan
Teri Meri yeh zindagi
Nayi nayi si yeh zindagi hann
Mila aisa nasha yaar mein
Haaye Dheere dheere Badli yeh zindagi
Yeh badhti dil ki dhadkan
Yeh badhta deewanapan
Na jane humko leke jaye abb kahan
Hey Armaan jitne dil woh saare tumse milke
Pure honge lagta hai abb yahan
Ke Armaan jitne dil woh saare tumse milke
Pure honge lagta hai abb yahan
You're my soulmate
You're my one n only
You're my soulmate
You're my
You're my soulmate
You're my one n only
You're my soulmate
You're my
Aage Aage Dekhe Ja Tu - Life Partner (2009)
[hai janeman tu ruk ja zara
itna tho bata de mujhse kyun hai khafa] - 2
yeh ishq ki hai halki si saza
tu ne chakaya abhi thoda maza
[aage aage dekhe ja tu
ke hota hai kya ]- 3
gussa ka hai kaaran kya chal itna tho bata
akhir isse ho gaye hai aisi bhi kya khata
tune tho bus kaat diya hai ek pal mein mera patta
aise chod na tum mujh ko,
aisa chod na tho isko
mujhko jooti baaton se yun bore nahi kar tu
yuhi jatlane ko jooti aahein nahi bar tu
mera chod de peecha wapas jaa apne ghar tu
meine jaan liya tujhko,
meine jaan liya tujhko
pyar ka jo bhoot sar pe aya hai tere
abhi jo samajh mein nahi aaya hai tere
[aage aage dekhe ja tu
ke hota hai kya ]- 3
acha jo hua so hua jaane bhi de tu
thoda apne paas mujh ko aane bhi de tu
jitna mujh ko pyaar hai samjhane bhi de tu
abb tho maan bhi ja janam,
abb tho maan bhi ja janam
mein laila hu tu majnu ye samjha math mujhe
aise jhoote moote sapne dikhla math mujhe
chikni chupdi baaton se tu behla math mujhe
in baaton mein nahi dum,
in baaton mein nahi dum
itni jo bigde toh woh banti nahi
itni jyaada jo roothe woh manti nahi
aage aage aha...
aage aage oho...
dekhe ja tu ke hota hai kya
[aage aage dekhe ja tu
ke hota hai kya] - 3
Gunji Aangna Mein Shehnai - Life Partner (2009)
hey ji re... hey ji re
{gujrati lyrics}
ho ho ho ho ho.......
[gori sharmaayi mann mein muskaayi
gunji aangna mein shehnayi ] - 2
[baaje gali mein dhol,
gori ghungata toh khol] - 2
pi se milan ki ghadi aayi
gunji angana mein shehnaayi
gori sharmaayi mann mein muskaayi
[gunji angana mein shehnaayi] - 2
hey [dono hatheli mehandi hai kaisa rang laayi] - 2
[ang ang haldi jo lage mehaki mehkaayi] - 2
[mehaka jo yun tan mann,
badhane lagi dhadkan] - 2
anjaani khushiya hai lehraayi
gunji angana mein shehnaayi
gori sharmaayi mann mein muskaayi
[gunji angana mein shehnaayi] - 2
hey ji re hey ji re..
ji ji ji ji ji ji.. ji re
{gujrati lyrics}
[gaati hai galiya
gaate hai saare chaubaare] - 2
baaraat aayi sapano ki gori ke dwaare - 2
[paayal chhanakane de
kangana khanakane de] - 2
masti hawaao mein hai chhayi, ja
gunji angana mein shehnaayi
gori sharmaayi mann mein muskaayi
[gunji angana mein shehnaayi] - 2
Poorza Poorza - Life Partner (2009)
[naina mere bole jhooti sachhi boliya
sunke dilwaalon ka dil khaye hichkoliya] - 2
ek toofaan hoon meine jisko bhi chhu liya
gai jab jaan toh bole haay tune yeh kya kiya,
mare hum..
[mare hum jo seene se dil gaya hai,
purza purza khil gaya
jab purza purza hil gaya,
toh dum sa nikal gaya, aha..] - 2
mare hum..
mere naam ke suno charche hai chand pe
main toh woh cheez hoon jispe ada hai
main toh jalawon ki jaam mein chalku har pal yahaan
kehate hai log yeh mujh mein nasha hai
hayee duwa tera yeha jisape bhi chha gaya
ye zuba'an kehne lagi dil dhoka sa kha gaya
mare hum..
[mare hum jo seene se dil gaya hai,
purza purza khil gaya
jab purza purza hil gaya
toh dum sa nikal gaya] - 2
teri roshani padi jiski bhi aankh pe
usko saara jahaan tujh mein dikha hai
jab chahe tu sawaar de, chahe begad de
aashiq taqdeer ko tune likha hai
ek jawaan jaadu jaise hai meri bijaliya
na utha ghiri jisape woh kehata hai yahaan
mare hum..
[mare hum jo seene se dil gaya hai,
purza purza khil gaya
jab purza purza hil gaya
toh dum sa nikal gaya, aha..] - 2
naina mere bole jhooti sachhi boliya
sunke dilwaalon ka dil khaye hichkoliya
ek toofaan hoon meine jisko bhi chhu liya
gai jab jaan toh bole haay tune yeh kya kiya,
mare hum..
[mare hum jo seene se dil gaya hai
purza purza khil gaya
jab purza purza hil gaya
toh dum sa nikal gaya, aha..] - 2
mare hum..


Reply With Quote
